Group Hero

عالمی ہندوستانی برادری

190,139 members

دنیا بھر کے ساتھی ہندوستانیوں کے ساتھ جڑیں 🌍 اپنے سفر کا اشتراک کریں، اپنے ورثے کا جشن منائیں، اور ان لوگوں کے ساتھ گھر میں محسوس کریں جو واقعی اسے حاصل کرتے ہیں۔

Group share karain

Aur Eid ka din ye baat saabit kar gaya ki, Mere mobile me mehfooz sare number fizool hain...👀🧠👀🧠

media
2 Likes
Share karain

Ulama se suna hai ki jin auqat aur ayyam me sawab zyada kar diya jata hai, un auqat o ayyam me gunah bhi badh jata hai. To Zul Hijjah ke in ayyam me bhale hi hum ibadaton me izafa na karen lekin kam-az-kam itna ahtemam kar len ki gunah se bache rahen. Allah hum sabko qadrdani ki toufeeq ata farmaye.

Share karain

Lagta hai is jnam men apni shadi nahi hogi. 🥲

Share karain
Anonymous

29 days ago

Assalamualaikum... Sochra huu is bakra-eid kuu bhi so ke guzar du?

media
Share karain