
16,049,142 members
لفظی کھیل اور تفریح کی جگہ!
@MALIK84012362
Koi loyal insan h yaha muj se sahdi kry
@cuteMEMOONA
🙎ap sy baat kr k Acha lga
🙎♀️han to achy logo sy baat kr k Acha he lgy ga na.
😁😁😁
@zia3475662321
Hello
Mujy aysi female ki zarorat ha jo ziyada lalchi na ho.
@ShoaibAhmed72782861
Main apni hone wali life partner ko woh izzat, mohabbat aur ehmiyat dena chahta hoon jiski woh haqdar hain. Main chahta hoon ke woh meri zindagi mein sirf meri wife nahi, balkay meri sab se achi dost aur humsafar hon.
Unka khayal rakhna, unki khushiyon ko ahmiyat dena, unke jazbaat samajhna aur har achay buray waqt mein unka saath dena meri zimmedari hogi.
Main chahta hoon ke hum dono ek doosray ki izzat karein, ek doosray ke khwab poore karne mein madad karein aur poori zindagi mohabbat, bharosay aur wafadari ke saath guzarein.
Meri khwahish hai ke meri humsafar ko kabhi yeh mehsoos na ho ke woh akeli hain. Main har qadam par unke saath chalna chahta hoon. Mere liye khoobsurat rishta woh hai jahan dono ek doosray ke liye sukoon, khushi aur taqat ban jayein.
@anum10
Aby, isky andar meri rooh kahan se aa gai? 🤣🤭 Aur dekho, Jamaa pe kitna hi, hello hota hy, bach k bach k 🫵😂
Jokes aside, she's actually so attractive 🔥😎
@JawadKhan98097144
Assalamualaikum koi hain Yahan Jo PUBG khelta houn player ho acha sa agr haik koi toh Mera partner banjain 😆 akhele akhele game khel kar bore hogaya houn random player khooty Hain sab k sab Jo any waly passes Hain mere sat hongy usk pas b hongy inshallah ❤️🩹
@naqsh0
Girls ...
Ap mujhse apnay Dil ki bat Kar Dia Karen
Ap insaan Hain ab samosa to Hain Nahi Jo apni feelings andar Rakhi Hoi 🙈
@sweetytweety
Inko "How to be a man"
Sikhate sikhate,Mera andar Ka
Mard jaag Gaya. 🙆🏽