
5,34,547 मेम्बर
दुनिया भर के साथी पाकिस्तानियों से जुड़ें 🌍 अपनी यात्रा साझा करें, अपनी विरासत का जश्न मनाएं, और उन लोगों के साथ घर जैसा महसूस करें जो वास्तव में इसे समझते हैं।
@KHANRULE
Kya pyar hai duniya mey ya bas logo ko paisa aur apna faida hi dikhta hai?
@Umair84468763
Kabhi kisi ko itni shiddat se chaha tha,
Ke apni khushi se pehle uska socha tha.
Phir waqt ne samjhaya ek gehri baat,
Har apna kehne wala, apna nahi hota.