Group Hero

मीम

43,63,323 मेम्बर

मीम्स हैं? दुनिया को हमेशा और भी हंसी की ज़रूरत होती है🤪

समूह साझा करें

Sabhi ko meri or se Salam walekum rahmtullahi wa barakatuh

शेयर करना

Sach sach batao
Konsi cheez hai jo bachpan mein pasand nahi thi lekin ab uske baghair guzara nahi?

शेयर करना

Sach sach batao
Aap ne zindagi mein sab se zyada jhoot konsa bola hai
Mera Bas 5 minute mein pohanch raha hoon 😂😭

शेयर करना

Dusro se Ky sikhayat kre yha to khud k ghr vle gaddaarr h…
Sokr uthi to dustbin me samose k chatni pdhi mili ….🙂🙂🙂🙂

7 लाइक
9
शेयर करना

Saara ghar kaam krne k bd …AC me letna ka jo sukh h vo aur kisi chz me nhi 🤣🤣🤣🤣

1 लाइक
शेयर करना

Muslim parents raising you:
"Haram. Haram. Haram. Haram."
Muslim parents at 28:
"Shaadi kab?"
Bhai tumne koi option hi nahi choda 😭🤲

1 लाइक
शेयर करना

Boys on Muzz putting "I like to keep things halal 😊"
Bhai tune apni ex ka number abhi bhi save rakha hai "Don't Pick Up 🚫"

2 लाइक
शेयर करना

@Karma19 Dekho samhal kar rehna phele hi ap per 10-12 FIR hain....🤣 Ek aur na hojaye....

4 लाइक
24
शेयर करना

Agar agle mahine tk sb thk hogya to shaant varna sushant 🙂🥰🌺

1 लाइक
2
शेयर करना

Jis din office jao, lagta h kaash nhi hota office,
jis din ghar pe raho, lagta hai..
depression me jane se accha office hi chale jate.

शेयर करना