
17,06,152 मेम्बर
क्या आप एकल अभिभावक हैं? माता-पिता, अकेलापन महसूस न करें। यहाँ अन्य एकल अभिभावकों से बात करें
Kabhi kabhi zindagi yeh sikhati hai ki har baar kisi ka haath pakadne ki zaroorat nahi hoti...
Girne par khud ko uthana, rote waqt khud hi aansu ponchna, aur khud ke liye jeena... yeh sab seekhna padta hai.
Log saath ho toh achha lagta hai, par sach yeh hai...
har koi hamesha saath nahi rehta.
Isliye ab maine seekh liya hai-khud hi apni sukoon ban jaana... kyunki khamoshi mein hi sabse sachcha saath milta hai..👥👣

दर्दे दिल शायरी
https://www.youtube.com/playlist?list=PLX2WBomiPhqPREb6XvV0OTVzLXye8pvGl
Like aur comment kare plz 🙏🥺🙏 shayeri videos... ... ...