
98,383 मेम्बर
अनुभव साझा करने और सार्थक बातचीत में शामिल होने के लिए जुड़ें। स्थानीय कार्यक्रमों और दर्शनीय स्थलों से लेकर आस्था और संस्कृति पर चर्चाओं तक, यह दुबई के विविध मुस्लिम समुदाय से जुड़ने का एक मंच है।
zindagi ki rah
rahon mein kante bhi han, phool bhi mil jaenge,
hosla agar saath ho, manzilen bhi mil jaengi।
kuchh log saath chhodenge, kuch naye ban jaenge,
vakt ke is khel men, apne bhi badal jaenge।
gam ki raat chahe jitni lambi kyon na ho,
subah ki pehli kiran se andhere dhal jaenge।
muskurakar chalna sikho har halat men,
tute hue sapne bhi ek din sanvar jaenge।
zindgi ek safar hai, ise pyar se ji lo,
jo pal aaj hain pas, phir kahan mil payenge। 🌹