
5,50,915 मेम्बर
👨🍳 क्या आप घर पर खाना बनाने का शौक़ीन हैं? क्या आप शेफ़ बनना चाहते हैं? या बस खाने के शौकीन हैं? अपनी पसंदीदा रेसिपीज़, पाककला के प्रयोग और स्वादिष्ट खाने का आनंद साझा करें। अपनी लाजवाब कृतियों की तस्वीरें साझा करें! 🤤
@Navisheik
Hello mates ek geniune suggestion chahiye mai vegetarian hu or arm wrestler bhi . Ghar pe rahta tha to protein or fibre ka requirement complete ho jata tha .but ab mai ghar se bahar padhai karna aa gaya or mujhe khana banane bhi nahi aata to easy me koi badhia khana suggest karo kyuki mera weight lagatar kam ho raha hai.
@AbuBakar98893885
Koi Instagram pe hai?
@sunshine0731
Sheerkhurma peeyenge,
aajao Muzz friends🥣👩🏻🍳😅
@asheriff
Ande ki Shaami 😋
@Fiza57267358
Bhai ye Bihari daal tadka kese banate h…😭🙏🏼koi bta do plz kitna bhi try kr lo vo swaad aata hi nhi…🙂
@Fiza57267358
Kuch to English bana h aaj ….