
1,32,14,312 मेम्बर
🕋 अध्यात्म, हदीस, इस्लामी इतिहास और शिक्षाएँ। इस्लाम की गहरी समझ और प्रशंसा के लिए साथी सदस्यों के साथ ज्ञानवर्धक बातचीत में जुड़ें।
Hello friends koi mera friend nhai 🫱
To ek dating app par humrin ek behtar life partner mil sakta hai?
Mubarakh hu ap sab ko haj ka mahina mai bhi dekho gi mere kismat mai bhi hai dekhna Makka madina inshallah 🤲
Please mere strong yakin ke liye sab dua kare, from last 3 years m ek sakht parishani se guzar rahi hu, aur from day 1 , m har namaz m roo roo kr dua karti hu , phir bhi humesha anxiety rehta hain, dair lgta h kahi kuch bura ho gaya to ? Shaitan waswase dhalta rehta h , but phir bhi Allhamdulliah Allah mujhe har din dua mangne ki taufik de rahe h.
And jis chiz ke khauf m rehti hu, ab tak Allhamdulliah wo samne nahi aaya h. Kuch samjh nahi aata, I’m unable to live my life.
Allah maaf kare mujhe.