
1,31,92,994 मेम्बर
मनोरंजक किस्से, विचित्र तथ्य और मज़ेदार मीम्स साझा करें 🤪 चाहे आप अराजकता के स्वामी हों या बस एक जंगली सवारी के लिए यहाँ हों, हमारा समूह आपके लिए यादृच्छिक प्रसन्नता का खेल का मैदान है 🐧 कोई थीम नहीं, कोई निर्णय नहीं - केवल एक नियम ... इसे हलाल रखें ✨
Honest Shayari 💔, Someone rightly said
Agar Talash karun, koi mil he jayega ;
Magar tumhari tarah kauun mujhko chahega.
Tumhe Zaroor koi chahaton se dekhega;
Magar woh ankhein👀 humhari kahaan se laayega 🤔
Bhai mujhy nhi karni purvi se chat, ye teesri baar hai 😭😭
Relationship mein 2 hi sach hain:
Baaki sab jhoot hai😅✔️
Jama pe logan chabutre pe timepass karte Nai waisa karre yaha pe, mere bhaiyon agar shadi karna hai tho offline rishta dekh ke shadi karlo, ya pe khali timepass karre pottiya aur baigan ke bataan karre, aaisa nai waaisa hona aur tum aaise kaiku hai yeh sab bolne wale ab tak single ich rahe gaye, tum logan ich ek bar soch ke dekho jab agar itni requirments rakh ke shadi nahi Hui abhi unlogo ki abhi tak tho socho kitne ku reject kare honge unlogan abhi tak,
Aur unlogan offline reject karte karte ab online aagaye reject karne ke waaste
Yeh ap pe rehe tho baigan bhi shadi nai hoti bas comment karna aur post dalna uske liye acha hai
R.I.P unlogon ke liye jo abhi bhi hope karre shadi hoti bolke
Muzz download kiya… tharak ka showroom nikla 😭💀"
Har banda:
"Hi sister 🙂"
Sister?? Bhai rishtedar dhundh rahe ho ya rishta? 😂
Profile mein sirf flowers ka wallpaper
aur pehla message:
"Aap bahut sundar hain" 💀
Flowers ko propose kar rahe the kya bhai? 😭😂
App isliye crash karti hai.
Itna bojh nahi utha sakti. 🔥💀
Assalamualaikum, Yahan sab logo ki english itni behtar hai ek din k use me hi lag rha hai app info me jaa kar clear cache clear data and uninstall wala plan hi sahi hai.
Follow me on insta😭😭:- onlyaryannnx
New account hai guys follow krlo yrr sb